Is zindagi me hone bhot kamal baki hain
Mere marne me abhi kuch saal baki hain
.
Apne husan ka dikha chuka h wo zohar sara
Mohabbat me hone abhi mere kamal baki hain
.
Samjhoton me hi beh gya mera lahu sara magar
Ladne ko kuch saanse filhaal baki hain
.
Kehdo andhere se suraj nigal na itraye wo
Mere ghar abhi kuch masal baki hain
.
Jee bhar aaya magar aur bhi peene do
Bhulane ko kuch or purane khyal baki hain
.
Mohlat mile kuch to faisla badal dunga
Muqdme se jude mere kuch sawal baki hain
.
Kya bataye kaise beete h tum bin ye saal alewa
Ab k holi tak pichli holi k gulal baki hain

No comments:
Post a Comment